Sunday 16 February 2014

main ye nahi chahta......

main ye nahi chahta ki tummeri baat ko samjho...
main ye chahta hu ki tum mere halat ko samjho....

akele baith gungunana,aapa me ruthna manana
jiwan me itna hi nhi hota,zra zazbat ko samjho
mai ye chahta hu ki tum mere halat ko samjho....

mere raste hai andhiyare,teri jindagi me ronak hai
din dopahar me rehne walo,sham ko,raat ko samjho....
mai ye chahta hu ki tum mere halat ko samjho....

ab "guroo"pathar sa mazboot nahi,ret sa bikhar chuka hai
oopar se mere bhagya me hoti bhari barsat ko samjho......
mai ye chahta hu ki tum mere halat ko samjho....:(

Mohhabbat.....

humko mohhabbat aise mukam lai........
na dawa kam aai,,na dua kam aai.....

band aagosh me aakar huye beparda
na sharam kam aai,na haya kam aai.....

mere hokar bhi vo mujhse dur ho gye
na wafa kam aai,na jafa kam aai.....

vo sath thi to zamana sath tha,khuda sath tha
vo chhod gye,na zamana kam aaya,na khudai kaam aai....

dil ne kaha mohabbat na kar,pinghal jayega
ab hadsa hua,na dil kam aaya,na dillagi kam aai......

oose koi farq nahi para mujhse zudai ka....
na ooska dil kam aaya,na vo kam aai...

24 ka hokar"guroo"ye zaan paya
a-zindagi tu mere khamkha kam aai.....

humko mohabbat aise mukam lai
na dawa kam aai..na duaaa...kaam aaaiiiiiii
............................na duaa kaam aai..........:(