Thursday 20 February 2014

Khwaisho ko sir jhukana aa gya
Mujhko gum me bhi muskurana aa gya....

Oosko bewafai ki main deta bahut badi saza
Mazboor tha ki bich me rishta purana aa gaya...

Ek zamane me tha tanha, fr zindagi gulistan hui
Ek aandhi aisi chali, lotkr vapis purana zamana aa gaya....

Ek rishte k liye fike kiye the rishte kai
Torkr rishte sabhi, rishta nibhana aa gaya.....

Tkdir bdlne ko aaye kai, avtar bhi, kartar bhi
"Guroo"ko krke muthi bnd, tkdir chhipana aa gya....

No comments: